A one and only place of download mp3 songs,hindi lyrics,hindi movie lyrics,hindi song lyrics,tamil movie lyrics,tamil lyrics,tamil song lyrics,bengali lyrics,bengali movie lyrics,bengali song lyrics,malayalam lyrics,malayalam movie lyrics,telugu lyrics,telugu movie lyrics,marathi lyrics, marathi movie lyrics, kannada lyrics,kannada movie lyrics,nepali lyrics,nepali movie lyrics,punjabi lyrics,punjabi movie lyrics,hindi movie songs,hindi songs,tamil songs,bhangra songs,bengali songs,oriya songs,telugu songs,bhojpuri songs,maithili songs,friendship sms, naughty sms,jokes,shayari, wallpapers,Gazal,Pop songs
Sajan Sajan Teri Dulhan Tujhko Pukare Aaja Song Lyrics from Aarzoo (1999)
Sajan Sajan Teri Dulhan Tujhko Pukare Aaja Lyrics. A song of hindi movie Aarzoo (1999). Here you can see the lyrics of Sajan Sajan Teri Dulhan Tujhko Pukare Aaja song from Aarzoo (1999) movie which is one of the popular song of hindi movie Aarzoo (1999).
Movie Name : Aarzoo (1999)
Director(s) :
Singer(s) :
Lyricist(s) :
Hindi Lyrics
chandni rat, taro ki barat hai dil ki mehfil sajane me (kya der hai - 2) dhadkane dil ki shehnayiya ban gayi abb toh sajan ke aane me (kya der hai - 2)
meri zindagi mera pyar yad aa raha hai aanewala hai jo, woh yad aa raha hai (sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja) - (2) aa ja, aa ja, aa ja
meri zindagi mera pyar yad aa raha hai aanewala hai jo, woh yad aa raha hai sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja aa ja, aa ja, aa ja
payal kajal kangan daman sare tujhe bulaye aa ja sajan aa ja tere apne tujhe bulaye aa ja, aa ja, sajan aa ja mere mehbub, mere hamsafar tujhko kya pata, hai tujhe kya khabar, ehsan tere kitne hai mujhpar rab pe yakin hai jitna, utna hai tujhpar aa ja, aa ja, aa ja
mera mehbub mera sanam aa raha hai ham toh marhi chuke the, phir janam aa raha hai sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja aa ja, aa ja, aa ja
chunri meri rangin huyi hai tere rang se sajan aakar rang de mera ang ang apne rang se sajan aa ja aa ja sajan aa ja tumse wafaye bahut main karungi kasam teri abb yeh dil kisi ko na dungi aa tujhe bata du, mere dil mein kya hai dil lenewale tujhe jan apni dungi aa ja, aa ja, aa ja
dhadkane badh rahi hai, woh karib aa raha hai khushnasibi banke mera woh nasib aa raha hai sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja aakar mere hatho mein mehndi tu hi racha ja
chandni rat, taro ki barat hai dil ki mehfil sajne mein (kya der hai - 2) dhadkane dil ki shehnayiya ban gayi abb toh sajan ke aane me (kya der hai - 2)